Sunday, July 08, 2007

Intezaar Aitbaaar - awesome song !

I seem to have suddenly fallen in love with this song:

darr yeh lagta hai kya yeh sapana hai
ab jo apana hai kal woh kaha hai
darta dil pooche baar baar - 2
intezaar aitbaar tumse pyar itna karu - 2

aansu aate the laut jaate the
lamhon pe lamhen chatpatate the
phir bhi kiya hai intezaar - 2
intezaar aitbaar tumse pyar itna karu
kya pyar hai kya hai nahi
maine nahi poocha na
ho tum mere yah ho nahi
maine nahi poocha na
poocha nahi baar baar - 2
intezaar aitbaar tumse pyar itna karu - 2

ek din aayega tanha reh jaayega - 2
dost kya dushman kya dhundh na paayega
maula ke saamne kehta reh jaayega
intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu - 2
intezaar kitna karu
aitbaar kitna karu
intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu

chhoti raaten hai kitni baaten hai
ab jo aaye ho ab batate hai
thaamon hamein ab ek baar - 2
intezaar aitbaar tumse pyar itna karu...




And yes, yesterday being the last saturday of my stay in Bangy, I went shopping, bought 4 tshirts and a watch. :D

1 comment:

AJ said...

abe roz naye gaane se pyaar hota hai tujhe ... chakkar kya hai ..

waise is watch ka kya karega tu .. mujhe de dena :)